kha5
pavitra dera aur mahayajak
pavitra dere ki cheezen
1 sandook (nir 25:10-22; 26:33)
2 parda (nir 26:31-33)
3 parda latkane ke liye khambha (nir 26:31, 32)
4 pavitra bhaag (nir 26:33)
5 param-pavitra bhaag (nir 26:33)
6 dvar ka parda (nir 26:36)
7 dvar ka parda latkane ke liye khambha (nir 26:37)
8 tambe ki khaanchedar chauki (nir 26:37)
9 dhoop ki vedi (nir 30:1-6)
10 nazrane ki roti ki mez (nir 25:23-30; 26:35)
11 deevat (nir 25:31-40; 26:35)
12 dhakne ke liye malmal ka kapda (nir 26:1-6)
13 bakri ke baalon se buna kapda (nir 26:7-13)
14 medhe ki khaal se bani chaadar (nir 26:14)
15 seel ki khaal se bani chaadar (nir 26:14)
16 chaukhat (nir 26:15-18, 29)
17 chaukhat ko khada karne ke liye chaandi ki khaanchedar chauki (nir 26:19-21)
18 danda (nir 26:26-29)
19 chaandi ki khaanchedar chauki (nir 26:32)
20 tambe ka haud (nir 30:18-21)
21 hom-bali ki vedi (nir 27:1-8)
22 aangan (nir 27:17, 18)
23 dvar (nir 27:16)
24 malmal ki kanatein (nir 27:9-15)
mahayajak
nirgaman adhyay 28 mein israel ke mahayajak ki poshak ka poora byaura diya hai
pagdi (nir 28:39)
samarpan ki pavitra nishani (nir 28:36; 29:6)
sulemani patthar (nir 28:9)
zanjeer (nir 28:14)
12 beshkeemti ratnon se jada nyay ka seenaband (nir 28:15-21)
bin aasteen ka neela baaga (nir 28:31)
neeche ke ghere mein ghantiyaan aur anar ke aakaar ke fundne (nir 28:33-35)
badhiya malmal ka chaarkhane ka kurta (nir 28:39)