is jaankari ko chhod dein

vishay-soochi ko chhod dein

itihas ki pehali kitab

adhyay

saaraansh

  • 1

    • aadam se abraham tak (1-27)

    • abraham ke vanshaj (28-37)

    • edomi, unke raja aur shekh (38-54)

  • 2

    • israel ke 12 bete (1, 2)

    • yahooda ke vanshaj (3-55)

  • 3

    • daavid ke vanshaj (1-9)

    • daavid ka raaj-vansh (10-24)

  • 4

    • yahooda ke doosre vanshaj (1-23)

      • yaabes aur uski prarthna (9, 10)

    • shimon ke vanshaj (24-43)

  • 5

    • rooben ke vanshaj (1-10)

    • gaad ke vanshaj (11-17)

    • hagri logon par jeet (18-22)

    • manashshe ka aadha gotra (23-26)

  • 6

    • levi ke vanshaj (1-30)

    • mandir ke gaayak (31-47)

    • haaroon ke vanshaj (48-53)

    • leviyon ki bastiyaan (54-81)

  • 7

    • issakar ke vanshaj (1-5), binyameen ke vanshaj (6-12), naptali ke vanshaj (13), manashshe ke vanshaj (14-19), epraim ke vanshaj (20-29) aur aasher ke vanshaj (30-40)

  • 8

    • binyameen ke vanshaj (1-40)

      • shaaool ki vanshavli (33-40)

  • 9

    • bandhuai se lautne ke baad ki vanshavli (1-34)

    • shaaool ki vanshavli dohrayi gayi (35-44)

  • 10

    • shaaool aur uske beton ki maut (1-14)

  • 11

    • daavid ka abhishek (1-3)

    • siyyon par daavid ka kabza (4-9)

    • daavid ke veer yoddha (10-47)

  • 12

    • daavid ke raaj ka saath denevale (1-40)

  • 13

    • sandook kiryat-yaareem se laaya gaya (1-14)

  • 14

    • daavid ka raaj kaayam hua (1, 2)

    • daavid ka parivar (3-7)

    • palishtiyon ki haar (8-17)

  • 15

    • levi sandook dhokar yarooshalem laaye (1-29)

      • meekal ne daavid ko tuchh samjha (29)

  • 16

    • sandook ek tamboo mein rakha gaya (1-6)

    • daavid ka dhanyavad ka geet (7-36)

      • “yahova raja bana hai!” (31)

    • sandook ke saamne seva (37-43)

  • 17

    • daavid mandir nahin banayega (1-6)

    • daavid se raaj ka karar (7-15)

    • uski dhanyavad ki prarthna (16-27)

  • 18

    • daavid ki jeet (1-13)

    • uska prashasan (14-17)

  • 19

    • ammoniyon ne dooton ka apman kiya (1-5)

    • ammon aur seeriya par jeet (6-19)

  • 20

    • rabbah par kabza (1-3)

    • unchi kad-kaatheevale palishti maare gaye (4-8)

  • 21

    • daavid ne ginti lekar aagya todi (1-6)

    • yahova se saza mili (7-17)

    • daavid ne vedi banayi (18-30)

  • 22

    • mandir ki taiyariyaan (1-5)

    • sulaiman ko hidaytein (6-16)

    • haakimon ko aagya (17-19)

  • 23

    • daavid ne leviyon ko sangathit kiya (1-32)

      • haaroon aur bete alag kiye gaye (13)

  • 24

    • yaajkon ke 24 dal (1-19)

    • baaki leviyon ke kaam (20-31)

  • 25

    • bhavan ke liye sangeetkar aur gaayak (1-31)

  • 26

    • pehredaron ke dal (1-19)

    • khazanchi aur doosre adhikari (20-32)

  • 27

    • raja ki seva mein adhikari (1-34)

  • 28

    • daavid ka bhaashaan (1-8)

    • sulaiman ko hidaytein; mandir ka namoona (9-21)

  • 29

    • mandir banane ke liye daan (1-9)

    • daavid ki prarthna (10-19)

    • log khush; sulaiman ka raaj (20-25)

    • daavid ki maut (26-30)