is jaankari ko chhod dein

vishay-soochi ko chhod dein

kurinthiyon ke naam pehali chitthi

adhyay

1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16

saaraansh

  • 1

    • namaskar (1-3)

    • paulus, kurinthiyon ke liye parmeshvar ka dhanyavad karta hai (4-9)

    • ekta mein rehne ka badhava (10-17)

    • maseeh, parmeshvar ki shakti aur buddhi (18-25)

    • sirf yahova ke baare mein garv karo (26-31)

  • 2

    • kurinth mein paulus ka prachar (1-5)

    • parmeshvar ki buddhi shreshth hai (6-10)

    • parmeshvar jaisi soch aur insani soch mein fark (11-16)

  • 3

    • kurinth ke logon ki duniyavi soch (1-4)

    • parmeshvar badhata hai (5-9)

      • parmeshvar ke sahkarmi (9)

    • aag mein tiknevali cheezon se banana (10-15)

    • tum parmeshvar ka mandir ho (16, 17)

    • duniya ki buddhi moorkhta hai (18-23)

  • 4

    • prabandhak ko vishvasyogya hona chahiye (1-5)

    • maseehi sevkon ki namrata (6-13)

      • “jo likha hai usse aage na jaana” (6)

      • maseehiyon ki numaish (9)

    • apne maseehi bachchon ke liye paulus ki parvah (14-21)

  • 5

    • naajayaz yaun-sambandh ka maamla (1-5)

    • zara-saa khameer saare aate ko khameera kar deta hai (6-8)

    • dusht aadmi ko nikaal baahar karna (9-13)

  • 6

    • maseehi ek-doosre par mukadme karte hain (1-8)

    • kaun parmeshvar ke raaj ke vaaris nahin honge (9-11)

    • apne shareer se parmeshvar ki mahima karo (12-20)

      • “naajayaz yaun-sambandhon se door bhaago!” (18)

  • 7

    • avivahit aur shaadishuda logon ke liye salah (1-16)

    • tum jis dasha mein bulaye gaye usi mein raho (17-24)

    • avivahit log aur vidhvayen (25-40)

      • avivahit rehne ke faayde (32-35)

      • “sirf prabhu mein” shaadi karo (39)

  • 8

    • moortiyon ko chadhaya gaya khaana (1-13)

      • hamare liye ek hi parmeshvar hai (5, 6)

  • 9

    • paulus, preshit hone ki achhi misal (1-27)

      • “anaj ki danvri karte bail ka munh na baandhna” (9)

      • “dhikkar hai mujh par agar main khushkhabri na sunaun!” (16)

      • sab logon ke liye sabkuch bana (19-23)

      • jeevan ki daud mein sanyam (24-27)

  • 10

    • israel ke itihas se sabak (1-13)

    • moortipooja ke baare mein chetavni (14-22)

      • yahova ki mez, dusht swargdooton ki mez (21)

    • aazadi aur doosron ka lihaz (23-33)

      • “sabkuch parmeshvar ki mahima ke liye karo” (31)

  • 11

    • “meri misal par chalo” (1)

    • mukhiyapan aur sir dhakna (2-16)

    • prabhu ka sandhya-bhoj manana (17-34)

  • 12

    • pavitra shakti ke vardan (1-11)

    • shareer ek, ang anek (12-31)

  • 13

    • pyar—sabse behtareen raah (1-13)

  • 14

    • bhavishyavani aur doosri bhaashayen bolne ka vardan (1-25)

    • maseehi sabhaon mein kaayda (26-40)

      • mandli mein aurton ki jagah (34, 35)

  • 15

    • maseeh zinda kiya gaya (1-11)

    • mare huon ke zinda hone ki shiksha vishvas ki buniyad (12-19)

    • maseeh ka zinda hona yakeen dilata hai (20-34)

    • haad-maans ka shareer, adrishya shareer (35-49)

    • amarta aur anashvarta (50-57)

    • prabhu ki seva mein hamesha bahot kaam (58)

  • 16

    • yarooshalem ke maseehiyon ke liye daan ikattha karna (1-4)

    • paulus ke safar ki yojna (5-9)

    • timuthiyus aur apullos ke safar ki yojna (10-12)

    • salah aur namaskar (13-24)