dikhayen bible ki kitabein utpatti nirgaman laivyavyavastha ginti vyavasthavivran yahoshoo nyayiyon root 1 shamooel 2 shamooel 1 raja 2 raja 1 itihas 2 itihas ejra nahemayah ester ayyoob bhajan neetivachan sabhopdeshak shreshtgeet yashayah yirmayah vilapgeet yahejkel daaniyel hoshe yoel aamos obadyah yona mika nahoom habakkook sapanyah haggai jakaryah malaki matti markus luka yuhanna preshiton romiyon 1 kurinthiyon 2 kurinthiyon galatiyon ifisiyon filippiyon kulussiyon 1 thisslunikiyon 2 thisslunikiyon 1 timuthiyus 2 timuthiyus titus filemon ibraniyon yakub 1 patras 2 patras 1 yuhanna 2 yuhanna 3 yuhanna yahooda prakashitvakya adhyay 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18 19 20 21 22 23 24 25 26 27 28 29 30 31 32 33 34 35 36 itihas ki doosri kitab adhyay 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18 19 20 21 22 23 24 25 26 27 28 29 30 31 32 33 34 35 36 saaraansh 1 sulaiman ne buddhi maangi (1-12) sulaiman ki daulat (13-17) 2 mandir banane ki taiyariyaan (1-18) 3 sulaiman ne mandir banana shuroo kiya (1-7) param-pavitra bhaag (8-14) tambe ke do khambhe (15-17) 4 vedi, bada haud aur haudiyaan (1-6) deevtein, mez aur aangan (7-11k) mandir ki cheezen banana poora hua (11kh-22) 5 mandir ke udghatan ki taiyariyaan (1-14) sandook mandir laaya gaya (2-10) 6 sulaiman ka bhaashaan (1-11) udghatan par sulaiman ki prarthna (12-42) 7 mandir yahova ki mahima se bhara (1-3) udghatan samaroh (4-10) yahova sulaiman ke saamne prakat hua (11-22) 8 sulaiman ke doosre nirman kaam (1-11) mandir mein upasna ki vyavastha (12-16) sulaiman ke jahazon ka lashkar (17, 18) 9 sheeba ki raani milne aayi (1-12) sulaiman ki daulat (13-28) sulaiman ki maut (29-31) 10 israel ki bagavat (1-19) 11 rahoobiyam ka raaj (1-12) vafadar levi yahooda chale gaye (13-17) rahoobiyam ka parivar (18-23) 12 yarooshalem par sheeshak ka hamla (1-12) rahoobiyam ke raaj ka ant (13-16) 13 yahooda ka raja abiyah (1-22) abiyah ne yaarobam ko haraya (3-20) 14 abiyah ki maut (1) yahooda ka raja aasa (2-8) usne ithiyopiya ko haraya (9-15) 15 aasa ne desh mein sudhaar kiya (1-19) 16 seeriya ke saath aasa ki sandhi (1-6) hanani ne aasa ko fatkaara (7-10) aasa ki maut (11-14) 17 yahooda ka raja yahoshapat (1-6) sikhane ka abhiyan (7-9) yahoshapat ki sena ki taakat (10-19) 18 yahoshapat ki ahab se rishtedari (1-11) meekayah ne haar ki bhavishyavani ki (12-27) raamot-gilad mein ahab ki maut (28-34) 19 yehoo ne yahoshapat ko fatkaara (1-3) yahoshapat ne desh mein sudhaar kiya (4-11) 20 padosi raashtron se yahooda ke liye khatra (1-4) yahoshapat ki prarthna (5-13) yahova ka javab (14-19) yahooda bachaya gaya (20-30) yahoshapat ke raaj ka ant (31-37) 21 yahooda ka raja yahoram (1-11) eliyah se likhit sandesh (12-15) yahoram ka bura ant (16-20) 22 yahooda ka raja ahajyah (1-9) atalyah ne raajgaddi hadpi (10-12) 23 yahoyada ne kadam uthaya; yahoash raja bana (1-11) atalyah maari gayi (12-15) yahoyada ne desh mein sudhaar kiya (16-21) 24 yahoash ka raaj (1-3) usne mandir ki marammat ki (4-14) usne parmeshvar ko chhod diya (15-22) yahoash ka katla (23-27) 25 yahooda ka raja amajyah (1-4) edom ke saath yuddh (5-13) amajyah ne moortipooja ki (14-16) israel ke raja yahoash se yuddh (17-24) amajyah ki maut (25-28) 26 yahooda ka raja ujjiyah (1-5) usne kai yuddh jeete (6-15) use kodhi bana diya gaya (16-21) uski maut (22, 23) 27 yahooda ka raja yotam (1-9) 28 yahooda ka raja aahaj (1-4) seeriya aur israel se haar (5-8) oded ne israel ko chetavni di (9-15) yahooda ko neecha dikhaya gaya (16-19) aahaj ne moortipooja ki; uski maut (20-27) 29 yahooda ka raja hijkiyah (1, 2) usne desh mein sudhaar kiya (3-11) mandir shuddh kiya gaya (12-19) mandir ki sevayen fir se shuroo (20-36) 30 hijkiyah ne fasah manaya (1-27) 31 hijkiyah ne jhoothi upasna mita di (1) yaajkon aur leviyon ki dekhbhal (2-21) 32 sanhereeb ki dhamki (1-8) usne yahova ko kuch nahin samjha (9-19) swargdoot ne ashshooriyon ko naash kiya (20-23) hijkiyah ki beemari; uska ghamand (24-26) uski kaamyabiyaan aur maut (27-33) 33 yahooda ka raja manashshe (1-9) manashshe ka pashchatap (10-17) manashshe ki maut (18-20) yahooda ka raja aamon (21-25) 34 yahooda ka raja yoshiyah (1, 2) usne desh mein sudhaar kiya (3-13) kaanoon ki kitab mili (14-21) hulda ki bhavishyavani (22-28) yoshiyah ne kitab padhkar sunayi (29-33) 35 fasah ke bade tyohar ka intazam (1-19) yoshiyah maar daala gaya (20-27) 36 yahooda ka raja yahoahaj (1-3) yahooda ka raja yahoyakeem (4-8) yahooda ka raja yahoyakeen (9, 10) yahooda ka raja sidkiyah (11-14) yarooshalem ka naash (15-21) kusroo ka farman (22, 23) pichhla agla print karein doosron ko bhejein doosron ko bhejein 2 itihas—saaransh pavitra shastra ka nayi duniya anuvad 2 itihas—saaransh Hindi (Roman) 2 itihas—saaransh https://cms-imgp.jw-cdn.org/img/p/1001061100/univ/wpub/1001061100_univ_sqr_xl.jpg nwt 2 itihas