is jaankari ko chhod dein

vishay-soochi ko chhod dein

daaniyel ki kitab

adhyay

1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12

saaraansh

  • 1

    • yarooshalem ki gherabandi (1, 2)

    • shaahi gharane ke javan bandiyon ko taaleem (3-5)

    • 4 ibri javanon ki vafadari ki pareeksha (6-21)

  • 2

    • raja nabookadnessar ne bechain karnevala sapna dekha (1-4)

    • koi bhi gyaani matlab nahin bata paaya (5-13)

    • daaniyel ne parmeshvar se madad maangi (14-18)

    • rehasya kholne par parmeshvar ki taareef (19-23)

    • daaniyel ne raja ko sapna bataya (24-35)

    • sapne ka matlab (36-45)

      • raaj ka patthar moorat ko choor karega (44, 45)

    • raja ne daaniyel ka samman kiya (46-49)

  • 3

    • raja nabookadnessar ki sone ki moorat (1-7)

      • moorat ki upasna karne ki maang (4-6)

    • 3 ibriyon par aagya todne ka dosh (8-18)

      • ‘hum tere devtaon ki seva nahin kareinge’ (18)

    • aag ki bhatthi mein feinka gaya (19-23)

    • chamatkari tareeke se bachaya gaya (24-27)

    • raja ne unke parmeshvar ki badai ki (28-30)

  • 4

    • raja nabookadnessar ne kabool kiya ki parmeshvar hi raja hai (1-3)

    • usne ek ped ka sapna dekha (4-18)

      • ped saat kaal tak gira pada rahega (16)

      • parmeshvar insanon ka raja hai (17)

    • daaniyel ne sapne ka matlab bataya (19-27)

    • sapna pehale raja par poora hua (28-36)

      • raja saat kaal tak paagal (32, 33)

    • usne swarg ke parmeshvar ki mahima ki (37)

  • 5

    • raja belshassar ki daavat (1-4)

    • deevar par haath ki likhai (5-12)

    • daaniyel ko iska matlab batane ke liye kaha gaya (13-25)

    • matlab: baibilon gir jaayega (26-31)

  • 6

    • daaniyel ke khilaf saazish (1-9)

    • usne prarthna karna nahin chhoda (10-15)

    • use sheron ki maand mein feinka gaya (16-24)

    • raja daara ne uske parmeshvar ka aadar kiya (25-28)

  • 7

    • chaar jaanvaron ka darshan (1-8)

      • ek chhota magroor sing nikala (8)

    • ati pracheen ki adalat (9-14)

      • insan ka beta raja banaya gaya (13, 14)

    • darshan ka matlab daaniyel ko bataya gaya (15-28)

      • chaar jaanvar chaar raja hain (17)

      • pavitra janon ko raaj milega (18)

      • das sing ya raja utheinge (24)

  • 8

    • medhe aur bakre ka darshan (1-14)

      • chhote sing ne khud ko uncha uthaya (9-12)

      • jab tak 2,300 shaam aur subah nahin beetate (14)

    • jibrail ne darshan ka matlab bataya (15-27)

      • medhe aur bakre ka matlab (20, 21)

      • ek khoonkhar raja ubhrega (23-25)

  • 9

    • daaniyel ne paap kabool kiya (1-19)

      • 70 saal tak ujaad pada rahega (2)

    • jibrail, daaniyel ke paas aaya (20-23)

    • 70 hafton ki bhavishyavani (24-27)

      • maseeha 69 hafton baad prakat hoga (25)

      • woh kaat daala jaayega (26)

      • nagri aur pavitra jagah ka naash (26)

  • 10

    • ek swargdoot daaniyel se mila (1-21)

      • meekael ne swargdoot ki madad ki (13)

  • 11

    • faaras aur yoonan ke raja (1-4)

    • dakshin aur uttar ke raja (5-45)

      • kar-vasoolnevala aayega (20)

      • karar ka aguva kuchla jaayega (22)

      • kilon ke devta ki mahima hui (38)

      • dakshin aur uttar ke raja aapas mein bhideinge (40)

      • poorab aur uttar se milnevali khabrein (44)

  • 12

    • ‘ant ka samay’ aur uske baad (1-13)

      • meekael khada hoga (1)

      • androoni samajh rakhnevale chamkeinge (3)

      • sachcha gyaan bahot badh jaayega (4)

      • daaniyel hissa paane ke liye uthega (13)