is jaankari ko chhod dein

vishay-soochi ko chhod dein

hoshe ki kitab

adhyay

1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14

saaraansh

  • 1

    • hoshe ki patni aur woh bachche jinhein usne janm diya (1-9)

      • yijrel (4), lo-ruhama (6), lo-ammi (9)

    • bahaali aur ekta ki aasha (10, 11)

  • 2

    • vishvasghati israel ko saza (1-13)

    • woh yahova ke paas laut aayegi (14-23)

      • “tu mujhe apna pati kahegi” (16)

  • 3

    • hoshe ne apni badchalan patni ko chhudaya (1-3)

    • israel yahova ke paas lautegi (4, 5)

  • 4

    • yahova ne israel par mukadma kiya (1-8)

      • desh mein parmeshvar ke baare mein gyaan nahin (1)

    • moortipooja aur badchalni (9-19)

      • badchalni karne ki fitrat behkati hai (12)

  • 5

    • epraim aur yahooda ka nyay (1-15)

  • 6

    • yahova ke paas lautne ka bulva (1-3)

    • logon ka atal pyar pal-bhar ka (4-6)

      • atal pyar balidan se behtar (6)

    • logon ka sharmnak chaalchalan (7-11)

  • 7

    • epraim ki dushtata ka byaura (1-16)

      • parmeshvar ke jaal se nahin bacheinge (12)

  • 8

    • moortipooja ke anjam bhugatna (1-14)

      • hava bona, aandhi ki katai karna (7)

      • israel apne bananevale ko bhool gaya (14)

  • 9

    • epraim ke paap ke kaaran parmeshvar ne use thukraya (1-17)

      • sharmnak devta ko samarpit (10)

  • 10

    • angoor ki sadi bel, israel ka naash (1-15)

  • 11

    • israel ke bachpan se parmeshvar ne use pyar kiya (1-12)

      • “mainne apne bete ko misra se bulaya” (1)

  • 12

    • epraim yahova ke paas laut jaaye (1-14)

      • yakub parmeshvar se lada (3)

      • parmeshvar ki kripa ke liye roya (4)

  • 13

    • epraim yahova ko bhool gaya (1-16)

      • “hey maut, tera dank kahaan hai?” (14)

  • 14

    • yahova ke paas lautne ki guzarish (1-3)

      • honthon se taareef ke bol arpit karna (2)

    • vishvasghat karne ki beemari door karna (4-9)