is jaankari ko chhod dein

vishay-soochi ko chhod dein

ibraniyon ke naam chitthi

adhyay

1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13

saaraansh

  • 1

    • parmeshvar ne apne bete ke zariye baat ki (1-4)

    • beta swargdooton se shreshth hai (5-14)

  • 2

    • aur bhi zyada dhyan do (1-4)

    • sabkuch yeeshu ke adheen kiya gaya (5-9)

    • yeeshu aur uske bhaai (10-18)

      • unke uddhaar ka khaas aguva (10)

      • dayalu mahayajak (17)

  • 3

    • yeeshu moosa se bhi mahan (1-6)

      • sabkuch parmeshvar ne banaya hai (4)

    • vishvas na hone ke baare mein chetavni (7-19)

      • “aaj agar tum uski aavaz suno” (7, 15)

  • 4

    • parmeshvar ke vishram mein daakhil na hona, ek khatra (1-10)

    • uske vishram mein daakhil hone ka badhava (11-13)

      • parmeshvar ka vachan jeevit hai (12)

    • yeeshu mahan mahayajak (14-16)

  • 5

    • yeeshu insani mahayajakon se shreshth (1-10)

      • melkeesedek jaisa (6, 10)

      • dukh sehkar aagya maanni seekhi (8)

      • hamesha ka uddhaar dilane ki zimmedari (9)

    • chetavni ki bachchon jaise na rahein (11-14)

  • 6

    • praudhta ki taraf badho (1-3)

    • jo gir jaate hain woh bete ko dobara kaath par thonkate hain (4-8)

    • apni aasha ke poora hone ka pakka bharosa rakho (9-12)

    • parmeshvar ka vaada pakka hai (13-20)

      • parmeshvar ka vaada aur shapath badal nahin sakte (17, 18)

  • 7

    • melkeesedek: anokha raja aur yaajak (1-10)

    • maseeh ka yaajakpad shreshth hai (11-28)

      • maseeh poori tarah uddhaar karne ke kaabil (25)

  • 8

    • dera swarg ki baaton ko darshata hai (1-6)

    • purane aur naye karar mein fark (7-13)

  • 9

    • dharti ke pavitra -sthan mein pavitra seva (1-10)

    • maseeh apna khoon lekar swarg mein daakhil hua (11-28)

      • naye karar ka bichvai (15)

  • 10

    • jaanvaron ka balidan paapon ko nahin mita saka (1-4)

      • kaanoon bas ek chhaaya (1)

    • maseeh ka balidan ek baar hamesha ke liye (5-18)

    • ek nayi aur jeevit raah (19-25)

      • ek-doosre ke saath ikattha hona na chhodein (24, 25)

    • jaanboojhkar paap karne se khabardar (26-31)

    • dheeraj dharne ka bharosa aur vishvas (32-39)

  • 11

    • vishvas ki paribhasha (1, 2)

    • vishvas ki misalein (3-40)

      • vishvas ke bina parmeshvar ko khush karna naamumkin (6)

  • 12

    • yeeshu, hamare vishvas ko paripoorna karnevala (1-3)

      • gavahon ka ghana baadal (1)

    • yahova ki shiksha ko tuchh mat samjho (4-11)

    • apne kadmon ke liye seedhi raah banao (12-17)

    • swarg ki yarooshalem ke paas jaana (18-29)

  • 13

    • aakhir mein salah aur namaskar (1-25)

      • mehman-navazee karna mat bhoolo (2)

      • shaadi aadar ki baat samjhi jaaye (4)

      • aguvai karnevalon ki aagya maano (7, 17)

      • taareef ka balidan chadhao (15, 16)