luka ke mutabik khushkhabri
adhyay
saaraansh
-
thiyufilus ke naam (1-4)
jibrail, yuhanna baptisma denevale ke janm ki bhavishyavani karta hai (5-25)
jibrail, yeeshu ke janm ki bhavishyavani karta hai (26-38)
mariyam, ileeshiba se milne jaati hai (39-45)
mariyam yahova ka gungan karti hai (46-56)
yuhanna ka janm; uska naam rakha gaya (57-66)
jakaryah ki bhavishyavani (67-80)
-
shaitan ne yeeshu ko fuslane ki koshish ki (1-13)
yeeshu ne galeel mein prachar shuroo kiya (14, 15)
naasrat mein yeeshu thukraya gaya (16-30)
kafarnahoom ke sabha-ghar mein (31-37)
shamaun ki saas aur baaki logon ko theek karta hai (38-41)
jab yeeshu ekaant mein hota hai to bheed use dhoondh leti hai (42-44)
-
yeeshu “sabt ke din ka prabhu” (1-5)
sookhe haathvala aadmi theek hota hai (6-11)
12 preshit (12-16)
yeeshu sikhata aur changa karta hai (17-19)
sukh aur dukh ki vajah (20-26)
dushmanon se pyar karna (27-36)
dosh lagana band karo (37-42)
ped apne fal se jaana jaata hai (43-45)
pakki ninv par bana ghar; bina ninvavala ghar (46-49)
-
yeeshu ke saath-saath jaanevali aurtein (1-3)
beej bonevale ki misal (4-8)
yeeshu ne misalein kyon di (9, 10)
beej bonevale ki misal ka matlab samjhaya (11-15)
deepak dhakkar nahin rakha jaata (16-18)
yeeshu ki maa aur uske bhaai (19-21)
yeeshu toofan shaant karta hai (22-25)
yeeshu dusht swargdooton ko sooaron mein bhejta hai (26-39)
yaair ki beti; ek aurat yeeshu ka kapda chhooti hai (40-56)
-
12 chelon ko prachar ki hidaytein (1-6)
herodes, yeeshu ke baare mein sunkar uljhan mein (7-9)
yeeshu ne 5,000 ko khilaya (10-17)
patras batata hai ki yeeshu hi maseeh hai (18-20)
yeeshu ki maut ki bhavishyavani (21, 22)
sachcha chela kaun hai (23-27)
yeeshu ka roop badla (28-36)
dusht swargdoot ke kabze mein pada ladka theek hua (37-43k)
yeeshu ek baar fir apni maut ki bhavishyavani karta hai (43kh-45)
chele behas karte hain ki kaun bada hai (46-48)
jo hamare khilaf nahin, woh hamare saath hai (49, 50)
saamriyon ka ek gaanv yeeshu ko thukra deta hai (51-56)
yeeshu ka chela banne ke liye kya karein (57-62)
-
fareesiyon ka khameer (1-3)
parmeshvar se daro, insan se nahin (4-7)
maseeh ko sweekar karnevala (8-12)
moorkh ameer aadmi ki misal (13-21)
chinta karna chhod do (22-34)
chhota jhund (32)
jaagte rehna (35-40)
vishvasyogya aur vishvasghati prabandhak (41-48)
shaanti nahin, fut daalne (49-53)
khaas vakt ka matlab samajhna (54-56)
jhagde niptana (57-59)
-
pashchatap karo varna naash ho jaaoge (1-5)
anjeer ke baanjh ped ki misal (6-9)
sabt ke din kubdi aurat ko changa kiya (10-17)
raai ke daane aur khameer ki misal (18-21)
sankre darvaze se jaane ke liye sangharsh zaroori (22-30)
“us lomdi” herodes se (31-33)
yarooshalem ke liye yeeshu ka dukh (34, 35)
-
yaajak, yeeshu ko maarne ki saazish karte hain (1-6)
aakhiri fasah ki taiyari (7-13)
prabhu ke sandhya-bhoj ki shurooat (14-20)
“mujhse gaddari karnevale ka haath mere saath mez par hai” (21-23)
garma-garam behas ki kise bada samjha jaaye (24-27)
yeeshu ne kiya raaj ka karar (28-30)
usne kaha ki patras uska inkar karega (31-34)
taiyar rehne ki zaroorat; do talvarein (35-38)
jaitoon pahad par yeeshu ki prarthna (39-46)
yeeshu ki giraftari (47-53)
patras use jaanne se inkar karta hai (54-62)
yeeshu ki khilli udayi gayi (63-65)
mahasabha ke saamne mukadma (66-71)