is jaankari ko chhod dein

vishay-soochi ko chhod dein

neetivachan ki kitab

adhyay

saaraansh

  • 1

    • neetivachan ka maksad (1-7)

    • buri sangati ke khatre (8-19)

    • sachchi buddhi sareaam pukarti hai (20-33)

  • 2

    • buddhi ka mol (1-22)

      • ise chhipe huye khazane ki tarah khoj (4)

      • sochne ki shakti ek hifazat hai (11)

      • badchalni tabahi laati hai (16-19)

  • 3

    • buddhiman ban, yahova par bharosa rakh (1-12)

      • anmol cheezon se yahova ka samman kar (9)

    • buddhi khushi deti hai (13-18)

    • buddhi suraksha deti hai (19-26)

    • doosron ke saath sahi vyavhar (27-35)

      • bhala kar sakta hai, to kar (27)

  • 4

    • pita ki buddhi-bhari hidaytein (1-27)

      • sabse badhkar buddhi haasil kar (7)

      • dushton ki raah se door reh (14, 15)

      • nek ki raah raushan hoti jaati hai (18)

      • “apne dil ki hifazat kar” (23)

  • 5

    • haurton se khabardar (1-14)

    • apni patni ke saath khush reh (15-23)

  • 6

    • doosron ka zamin banne se bach (1-5)

    • “hey aalsi, chinti ke paas jaa” (6-11)

    • nikamma aur dusht insan (12-15)

    • yahova ko saat cheezon se nafrat hai (16-19)

    • buri aurat se bach (20-35)

  • 7

    • parmeshvar ki aagyayen maan aur jeevit reh (1-5)

    • naadan javan ka bahkna (6-27)

      • “jaise bail halal hone jaa raha ho” (22)

  • 8

    • buddhi kehti hai (1-36)

      • ‘main parmeshvar ki pehali kaareegari hoon’ (22)

      • “kushal kaareegar ki tarah uske saath thi” (30)

      • ‘insanon se mujhe lagav tha’ (31)

  • 9

    • sachchi buddhi ka nyauta (1-12)

      • meri badaulat tu bahot din jeeyega (11)

    • moorkh aurat ka nyauta (13-18)

      • “chori ka paani meetha hota hai!” (17)

  • sulaiman ke neetivachan (10:1–24:34)

    • 10

      • buddhiman beta pita ko khushi deta hai (1)

      • mehantee haath ameer banate hain (4)

      • bahot bolne par galtiyaan hoti hain (19)

      • yahova ki aasheesh ameer banati hai (22)

      • yahova ka dar zindagi badhata hai (27)

    • 11

      • maryada mein rehnevala buddhiman hai (2)

      • bhaktiheen doosron ko tabah karta hai (9)

      • “bahoton ki salah se kaamyabi” (14)

      • dariyadil falta-foolta hai (25)

      • daulat par bharosa rakhnevala mitega (28)

    • 12

      • daant se nafrat karnevala naasamajh hai (1)

      • “bina soche-samjhe bolna, talvar se vaar karna hai” (18)

      • shaanti ko badhava dene se khushi milegi (20)

      • jhooth bolnevale honth se yahova ko ghin hai (22)

      • chintaon se man dab jaata hai (25)

    • 13

      • salah karnevala buddhiman hai (10)

      • ummeed poori hone mein der, to man udas (12)

      • vishvasyogya doot faayda pahunchata hai (17)

      • buddhimanon ka saathi buddhiman banega (20)

      • sudhaarna, pyar ka saboot hai (24)

    • 14

      • insan apne dil ka dard jaanta hai (10)

      • sahi lagnevala raasta maut laa sakta hai (12)

      • naadan har baat par yakeen karta hai (15)

      • ameer ke kai dost hote hain (20)

      • shaant man se shareer bhala-changa rehta hai (30)

    • 15

      • narmi se javab dena krodh shaant karta hai (1)

      • yahova ki aankhein har jagah lagi hain (3)

      • woh seedhe insan ki prarthna se khush hota hai (8)

      • salah na karne se yojnayen naakam (22)

      • javab dene se pehale man mein soch (28)

    • 16

      • yahova irade jaanchta hai (2)

      • apne kaam yahova ko saunp de (3)

      • sachche palde yahova ki taraf se hain (11)

      • vinash se pehale ghamand (18)

      • pake baal khoobsoorat taaj hain (31)

    • 17

      • achhai ka badla burai se mat chuka (13)

      • jhagda badhne se pehale nikaal jaa (14)

      • sachcha dost har samay pyar karta hai (17)

      • “dil ka khush rehna badhiya dava hai” (22)

      • samajhvala sambhaalkar bolta hai (27)

    • 18

      • khud ko alag karna moorkhta aur swarth hai (1)

      • yahova ka naam mazboot meenar hai (10)

      • daulat jhoothi hifazat hai (11)

      • donon pakshon ki sunnaa buddhimani hai (17)

      • dost bhaai se badhkar vafa nibhata hai (24)

    • 19

      • androoni samajh, gussa shaant karti hai (11)

      • jhagdaloo patni tapakti chhat jaisi hai (13)

      • soojh-boojhvali patni yahova se milti hai (14)

      • jab tak ummeed hai, bachche ko sikha (18)

      • salah ko sunnaa buddhimani hai (20)

    • 20

      • daakh-madira hansi udati hai (1)

      • aalsi sardiyon mein jutai nahin karta (4)

      • insan ke vichar gehre paani ki tarah hain (5)

      • utavli mein mannat mat maan (25)

      • javanon ki shaan unki taakat hai (29)

    • 21

      • raja ka man yahova modta hai (1)

      • nyay karna balidan chadhane se behtar (3)

      • mehnat se safalta milti hai (5)

      • jo deen jan ki nahin sunta, uski bhi nahin suni jaayegi (13)

      • yahova ke khilaf koi buddhi nahin tikti (30)

    • 22

      • achha naam beshumar daulat se badhkar hai (1)

      • bachpan ki seekh jeevan-bhar yaad rahegi (6)

      • aalsi darta hai ki baahar sher hai (13)

      • shiksha se moorkhta door hoti hai (15)

      • kaam mein maahir aadmi, raajaon ki seva karta hai (29)

    • 23

      • soch-samajhkar nyauta kabool kar (2)

      • paise ke peechhe mat bhaag (4)

      • paisa pankh lagakar ud jaayega (5)

      • bahot zyada peenevalon jaisa mat ban (20)

      • sharab saanp ki tarah dasegi (32)

    • 24

      • bure logon se irshya mat kar (1)

      • buddhi se ghar banta hai (3)

      • nek jan chahe gire, woh uth khada hoga (16)

      • badla mat le (29)

      • jhapki lene se gareebi toot padti hai (33, 34)

  • sulaiman ke neetivachan, jinki nakaal hijkiyah ke aadmiyon ne taiyar ki (25:1–29:27)

    • 25

      • raaz ki baat mat khol (9)

      • soch-samajhkar kahe gaye shabd (11)

      • doosron ke ghar baar-baar mat jaa (17)

      • dushman ke sir par angaron ka dher lagana (21, 22)

      • achhi khabar thande paani jaisi hai (25)

    • 26

      • aalsi ka byaura (13-16)

      • doosron ke jhagde se door reh (17)

      • kisi ka mazak mat bana (18, 19)

      • lakdi nahin to aag nahin (20, 21)

      • badnam karnevale ki baatein lazeez khaane jaisi (22)

    • 27

      • dost ki daant faaydemand hai (5, 6)

      • mere bete, mera dil khush kar (11)

      • loha lohe ko tez karta hai (17)

      • apne jhund ko jaan (23)

      • daulat hamesha nahin rehti (24)

    • 28

      • baat na maannevale ki prarthna ghinauni hai (9)

      • apradh maannevale par daya ki jaati hai (13)

      • raaton-raat ameer bannevala nirdosh nahin rehta (20)

      • chikni-chupdi baaton se daant achhi (23)

      • dariyadil ko koi kami nahin (27)

    • 29

      • bachche par rok na ho to woh sharminda karega (15)

      • maargdarshan nahin, log karein manmani (18)

      • gussail insan jhagde paida karta hai (22)

      • namra insan aadar paayega (23)

      • insan ka dar ek fanda hai (25)

  • aagoor ka sandesh (1-33)

    • 30

      • mujhe na gareebi de, na ameeri (8)

      • cheezen jo tript nahin hotin (15, 16)

      • baatein jo samajh se baahar hain (18, 19)

      • badchalan aurat (20)

      • sahaj buddhivale jantu (24)

  • raja lamooel ki baatein (1-31)

    • 31

      • achhi patni kaun paa sakta hai? (10)

      • kaamkaji aur mehantee (17)

      • bhali baatein kehti hai (26)

      • bachchon aur pati se taareef paati hai (28)

      • aakaarshan, khoobsoorti pal-bhar ki (30)