is jaankari ko chhod dein

vishay-soochi ko chhod dein

nirgaman ki kitab

adhyay

saaraansh

  • 1

    • misra mein israeli ginti mein badhe (1-7)

    • israeliyon par firaun ka zulm (8-14)

    • parmeshvar ka dar maannevali dhaaiyon ne zindagi bachayi (15-22)

  • 2

    • moosa ka janm (1-4)

    • firaun ki beti ne use god liya (5-10)

    • moosa, midyan bhaag gaya; sippora se shaadi ki (11-22)

    • parmeshvar ne israeliyon ka karahna suna (23-25)

  • 3

    • moosa aur jalti jhaadi (1-12)

    • yahova ne apne naam ke maayne samjhaye (13-15)

    • yahova ne moosa ko hidayat di (16-22)

  • 4

    • moosa ko 3 chamatkar karne ke liye kaha gaya (1-9)

    • moosa ne naakabil mehsoos kiya (10-17)

    • moosa misra lauta (18-26)

    • moosa, haaroon se dobara mila (27-31)

  • 5

    • moosa aur haaroon, firaun ke saamne (1-5)

    • zulm badhta gaya (6-18)

    • israel ne donon ko doshi thehraya (19-23)

  • 6

    • chhutkare ka vaada dohraya gaya (1-13)

      • yahova ke naam ke maayne poori tarah zahir nahin the (2, 3)

    • moosa aur haaroon ki vanshavli (14-27)

    • moosa ko dobara firaun ke saamne jaane ke liye kaha gaya (28-30)

  • 7

    • yahova ne moosa ki himmat bandhayi (1-7)

    • haaroon ki chhadi bada saanp bani (8-13)

    • pehala keher: paani khoon mein badla (14-25)

  • 8

    • doosra keher: meindhak (1-15)

    • teesra keher: machhr (16-19)

    • chautha keher: khoon choosnevali makkhiyaan (20-32)

      • goshen par keher ka asar nahin (22, 23)

  • 9

    • paanchvaan keher: maveshi mar gaye (1-7)

    • chhatha keher: insan aur jaanvar ke shareer par fode (8-12)

    • saatvaan keher: ole (13-35)

      • firaun se kaha gaya ki parmeshvar ki taakat dikhayi jaayegi (16)

      • yahova ke naam ka ailan (16)

  • 10

    • aathvaan keher: tiddiyaan (1-20)

    • nauvaan keher: andhera (21-29)

  • 11

    • dasvein keher ka ailan (1-10)

      • israeliyon se kaha gaya ki woh tohfe maangein (2)

  • 12

    • fasah ki shurooat (1-28)

      • darvaze ke baazuon par khoon chhidka jaaye (7)

    • dasvaan keher: pehalautha maara gaya (29-32)

    • misra se israeliyon ka nikaalna shuroo (33-42)

      • 430 saal khatm huye (40, 41)

    • fasah mein hissa lene ke baare mein hidaytein (43-51)

  • 13

    • har pehalautha yahova ka hai (1, 2)

    • bin-khameer ki roti ka tyohar (3-10)

    • har pehalautha yahova ko arpit kiya gaya (11-16)

    • israel ko laal saagar ki taraf jaane ke liye kaha gaya (17-20)

    • baadal aur aag ka khambha (21, 22)

  • 14

    • israel saagar ke paas (1-4)

    • firaun ne israel ka peechha kiya (5-14)

    • israel ne laal saagar paar kiya (15-25)

    • misri, saagar mein doobe (26-28)

    • yahova par israel ka vishvas (29-31)

  • 15

    • moosa aur israel ka vijay geet (1-19)

    • javab mein miryam ne geet gaaya (20, 21)

    • kadva paani meethe mein badla (22-27)

  • 16

    • log khaane ke baare mein kudkudaye (1-3)

    • yahova ne unka kudkudana suna (4-12)

    • bater aur manna diya gaya (13-21)

    • sabt ke din manna nahin milta (22-30)

    • manna yaadgar ke taur par rakha gaya (31-36)

  • 17

    • horeb mein paani ki shikayat (1-4)

    • chattan se paani nikaala (5-7)

    • amalekiyon ka hamla; unki haar (8-16)

  • 18

    • yitro aur sippora aaye (1-12)

    • yitro ne nyayi thehrane ki salah di (13-27)

  • 19

    • seenai pahad ke paas (1-25)

      • israel, yaajkon se bana raaj banega (5, 6)

      • logon ko parmeshvar se milne ke liye shuddh kiya gaya (14, 15)

  • 20

    • das aagyayen (1-17)

    • adbhut ghatnayen dekhkar israel dara (18-21)

    • upasna ke baare mein hidaytein (22-26)

  • 21

    • israel ke liye nyay-siddhaant (1-36)

      • ibri daason ke baare mein (2-11)

      • sangi-saathi ke saath hui maar-peet ke baare mein (12-27)

      • jaanvaron ke baare mein (28-36)

  • 22

    • israel ke liye nyay-siddhaant (1-31)

      • chori ke baare mein (1-4)

      • faslon ko kiye gaye nuksan ke baare mein (5, 6)

      • muavza aur kisi cheez ke asli maalik ka pata lagane ke baare mein (7-15)

      • fuslakar rakhe gaye laingik sambandh ke baare mein (16, 17)

      • upasna aur samaj mein nyay ke baare mein (18-31)

  • 23

    • israel ke liye nyay-siddhaant (1-19)

      • imandari aur nyay se pesh aane ke baare mein (1-9)

      • sabt aur tyoharon ke baare mein (10-19)

    • israel ko swargdoot raah dikhayega (20-26)

    • desh kaise milega; uski sarhadein (27-33)

  • 24

    • logon ne karar maanne ki haami bhari (1-11)

    • moosa seenai pahad par (12-18)

  • 25

  • 26

    • pavitra dera (1-37)

      • dera dhakne ke liye kapde (1-14)

      • chaukhatein aur choolein (15-30)

      • parda aur dvar ka parda (31-37)

  • 27

    • hom-bali ki vedi (1-8)

    • aangan (9-19)

    • deevat ke liye tel (20, 21)

  • 28

    • yaajak ki poshak (1-5)

    • epod (6-14)

    • seenaband (15-30)

      • ooreem aur tummeem (30)

    • bin-aasteen ka baaga (31-35)

    • pagdi aur us par sone ki patti (36-39)

    • yaajkon ki doosri poshak (40-43)

  • 29

    • yaajakpad saunpna (1-37)

    • har din ka chadhava (38-46)

  • 30

    • dhoop ki vedi (1-10)

    • logon ki ginti; firauti ki keemat (11-16)

    • haath-pair dhone ke liye tambe ka haud (17-21)

    • abhishek ke tel ka khaas mishran (22-33)

    • pavitra dhoop ka mishran (34-38)

  • 31

    • kaareegar pavitra shakti se bhare jaayenge (1-11)

    • sabt, parmeshvar aur israel ke beech nishani (12-17)

    • patthar ki do patiyayen (18)

  • 32

    • sone ke bachhde ki moorat ki pooja (1-35)

      • moosa ko alag tarah ka gaana sunayi diya (17, 18)

      • usne kaanoon ki patiyayen choor kar di (19)

      • levi yahova ke vafadar rahe (26-29)

  • 33

    • parmeshvar ne daantne ke liye sandesh diya (1-6)

    • chhaavni ke baahar bheint ka tamboo (7-11)

    • moosa ne yahova ki mahima dekhne ki guzarish ki (12-23)

  • 34

    • patthar ki nayi patiyayen (1-4)

    • moosa ne yahova ki mahima dekhi (5-9)

    • karar ki baatein dohrayi gayin (10-28)

    • moosa ke chehre se tej nikaal raha tha (29-35)

  • 35

    • sabt ke baare mein hidaytein (1-3)

    • pavitra dere ke liye daan (4-29)

    • baslel aur oholeeab pavitra shakti se bhar gaye (30-35)

  • 36

    • zaroorat se zyada daan (1-7)

    • pavitra dera banaya gaya (8-38)

  • 37

  • 38

    • hom-bali ki vedi (1-7)

    • tambe ka haud (8)

    • aangan (9-20)

    • pavitra dera banane mein istemal hui cheezon ki soochi (21-31)

  • 39

    • yaajak ki poshak banayi gayi (1)

    • epod (2-7)

    • seenaband (8-21)

    • bin-aasteen ka baaga (22-26)

    • yaajkon ki doosri poshak (27-29)

    • sone ki patti (30, 31)

    • pavitra dere ka muayna (32-43)

  • 40

    • pavitra dera khada kiya gaya (1-33)

    • yahova ki mahima se bhar gaya (34-38)