is jaankari ko chhod dein

vishay-soochi ko chhod dein

prakashitvakya ki kitab

adhyay

saaraansh

  • 1

    • parmeshvar, yeeshu ke zariye baatein prakat karta hai (1-3)

    • saat mandliyon ko namaskar (4-8)

      • “main hi shurooat hoon aur main hi ant hoon” (8)

    • pavitra shakti ke udhaarne par yuhanna, prabhu ke din mein (9-11)

    • mahimavan yeeshu ka darshan (12-20)

  • 2

    • in mandliyon ko sandesh: ifisus (1-7), smurna (8-11), pirgamun (12-17), thuateera (18-29)

  • 3

    • in mandliyon ko sandesh: sardees (1-6), fildilfiya (7-13), laudeekiya (14-22)

  • 4

    • swarg mein maujood yahova ka darshan (1-11)

      • woh raajgaddi par baitha hai (2)

      • 24 pracheen raajgaddiyon par baithe hain (4)

      • chaar jeevit prani (6)

  • 5

    • saat muhronvala kharra (1-5)

    • memna kharra leta hai (6-8)

    • memna muharein kholne ke yogya hai (9-14)

  • 6

    • memna pehali chhe muharein kholta hai (1-17)

      • safed ghode par savaar vijeta (1, 2)

      • laal ghode ka savaar, shaanti utha le jaayega (3, 4)

      • kaale ghode ka savaar, akaal laayega (5, 6)

      • peele ghode ke savaar ka naam maut (7, 8)

      • maare gaye log vedi ke neeche (9-11)

      • ek bada bhookamp (12-17)

  • 7

    • chaar swargdoot vinash ki havaon ko thaame huye (1-3)

    • 1,44,000 muharband (4-8)

    • badi bheed safed choge pehne huye (9-17)

  • 8

    • saatvin muhar kholi gayi (1-6)

    • pehali chaar turhiyaan foonki gayin (7-12)

    • teen museebaton ka ailan (13)

  • 9

    • paanchvin turhi (1-11)

    • ek kehar beet gaya, do aur aanevale (12)

    • chhathi turhi (13-21)

  • 10

    • ek taakatvar swargdoot ke paas chhota kharra (1-7)

      • “ab aur der nahin hogi” (6)

      • pavitra rehasya anjam par pahunchega (7)

    • yuhanna chhota kharra khaata hai (8-11)

  • 11

    • do gavah (1-13)

      • taat odhe huye 1,260 din bhavishyavani karte hain (3)

      • maar daale jaate hain par dafnaye nahin jaate (7-10)

      • saadhe teen din baad zinda kiye jaate hain (11, 12)

    • doosra kehar beeta, teesra aanevala hai (14)

    • saatvin turhi (15-19)

      • hamare maalik aur uske maseeh ka raaj (15)

      • prithvi ko tabah karnevale khatm honge (18)

  • 12

    • aurat, ladka aur ajgar (1-6)

    • meekael ajgar se lada (7-12)

      • ajgar dharti par feink diya gaya (9)

      • shaitan jaanta hai uska vakt bahot kam hai (12)

    • ajgar aurat par zulm dhaata hai (13-17)

  • 13

    • saat sironvala jangli jaanvar samundar se nikala (1-10)

    • do singonvala jaanvar dharti se nikala (11-13)

    • saat sironvale jaanvar ki moorat (14, 15)

    • jangli jaanvar ka nishan aur sankhya (16-18)

  • 14

    • memna aur 1,44,000 jan (1-5)

    • teen swargdooton ka sandesh (6-12)

      • aakash ke beechon-beech udte swargdoot ke paas khushkhabri (6, 7)

    • prabhu ke saath ekta mein marnevale sukhi hain (13)

    • dharti ki do baar katai (14-20)

  • 15

    • saat swargdoot saat kehar liye huye (1-8)

      • moosa aur memne ka geet (3, 4)

  • 16

    • parmeshvar ke krodh ke saat katore undele gaye (1-21)

      • dharti par (2), samundar par (3), nadiyon aur paani ke soton par (4-7), sooraj par (8, 9), jangli jaanvar ki raajgaddi par (10, 11), farat par (12-16) aur hava par (17-21)

      • har-magidon mein parmeshvar ka yuddh (14, 16)

  • 17

    • “mahanagri baibilon” ko saza sunayi gayi (1-18)

      • surkh laal rang ke jaanvar par badi veshya baithi hai (1-3)

      • jaanvar ‘jo tha, ab nahin hai aur athah- kund se jald niklega’ (8)

      • das sing, memne ke saath ladeinge (12-14)

      • das sing, veshya se nafrat kareinge (16, 17)

  • 18

    • “mahanagri baibilon” gir padi (1-8)

      • “mere logo, usmein se baahar nikaal aao” (4)

    • baibilon ke girne par maatam (9-19)

    • baibilon ke girne par swarg mein khushiyaan (20)

    • baibilon ko patthar ki tarah samundar mein feinka jaayega (21-24)

  • 19

    • yaah ke faislon ke liye uski taareef karo (1-10)

      • memne ki shaadi (7-9)

    • safed ghode par savaar (11-16)

    • parmeshvar ne rakhi shaam ki badi daavat (17, 18)

    • jangli jaanvar ki haar (19-21)

  • 20

    • shaitan 1,000 saal ke liye kaid (1-3)

    • maseeh ke saath 1,000 saal tak raaj karnevale (4-6)

    • shaitan chhoda jaayega, fir uska naash (7-10)

    • safed raajgaddi ke saamne mare huon ka nyay (11-15)

  • 21

    • ek naya aakash aur nayi prithvi (1-8)

      • fir maut na rahegi (4)

      • sabkuch naya banaya gaya (5)

    • nayi yarooshalem ki khoobsoorti (9-27)

  • 22

    • jeevan denevale paani ki nadi (1-5)

    • samapti (6-21)

      • ‘aa! jeevan denevala paani muft mein le le’ (17)

      • “prabhu yeeshu, aa” (20)