dikhayen bible ki kitabein utpatti nirgaman laivyavyavastha ginti vyavasthavivran yahoshoo nyayiyon root 1 shamooel 2 shamooel 1 raja 2 raja 1 itihas 2 itihas ejra nahemayah ester ayyoob bhajan neetivachan sabhopdeshak shreshtgeet yashayah yirmayah vilapgeet yahejkel daaniyel hoshe yoel aamos obadyah yona mika nahoom habakkook sapanyah haggai jakaryah malaki matti markus luka yuhanna preshiton romiyon 1 kurinthiyon 2 kurinthiyon galatiyon ifisiyon filippiyon kulussiyon 1 thisslunikiyon 2 thisslunikiyon 1 timuthiyus 2 timuthiyus titus filemon ibraniyon yakub 1 patras 2 patras 1 yuhanna 2 yuhanna 3 yuhanna yahooda prakashitvakya adhyay 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18 19 20 21 22 23 24 25 26 27 28 preshiton ke kaam adhyay 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18 19 20 21 22 23 24 25 26 27 28 saaraansh 1 thiyufilus ke naam (1-5) duniya ke kone-kone tak gavah (6-8) yeeshu swarg utha liya gaya (9-11) chele ek maksad se ikattha hote the (12-14) yahooda ki jagah mattiyah chuna gaya (15-26) 2 pintekust ke din pavitra shakti undeli gayi (1-13) patras ka bhashan (14-36) bhashan sunkar log kadam uthate hain (37-41) 3,000 ka baptisma (41) maseehi aapas mein sangati karte hain (42-47) 3 patras langde bhikhari ko theek karta hai (1-10) sulaiman ke khambhonvale baramde ke paas patras ka bhashan (11-26) ‘sabkuch pehale jaisa kar diya jaayega’ (21) moosa jaisa bhavishyavakta (22) 4 patras aur yuhanna giraftar (1-4) vishvas karnevale aadmi 5,000 ho gaye (4) mahasabha ke saamne mukadma (5-22) ‘hum bolna nahin chhod sakte’ (20) nidarta ke liye prarthna (23-31) chele apni cheezen aapas mein baantte the (32-37) 5 hananyah aur safeera (1-11) preshit kai chamatkar karte hain (12-16) jail mein aur fir aazad kiye gaye (17-21k) fir se mahasabha ke saamne (21kh-32) ‘insanon ke bajay parmeshvar ki aagya maanna’ (29) gamliel ki salah (33-40) ghar-ghar prachar (41, 42) 6 seva ke liye saat aadmi chune gaye (1-7) stifanus par ninda ki baatein kehne ka ilzam (8-15) 7 mahasabha ke saamne stifanus ka bhashan (1-53) kulpitaon ka daur (2-16) moosa ek aguva; israel ne moortipooja ki (17-43) parmeshvar insan ke banaye mandiron mein nahin rehta (44-50) stifanus ko pattharon se maar daala gaya (54-60) 8 zulm dhaanevala shaaool (1-3) saamriya mein filippus ko achhe nateeje mile (4-13) patras aur yuhanna saamriya bheje gaye (14-17) shamaun pavitra shakti khareedne ki koshish karta hai (18-25) ithiyopiya ka khoja (26-40) 9 shaaool damishk ke raaste par (1-9) hananyah ko shaaool ki madad karne bheja gaya (10-19k) shaaool, damishk mein yeeshu ka prachar karta hai (19kh-25) shaaool yarooshalem gaya (26-31) patras ne ainiyas ko theek kiya (32-35) dariyadil dorkas zinda ki gayi (36-43) 10 kurneliyus ko mila darshan (1-8) patras ne shuddh maane gaye jaanvaron ka darshan dekha (9-16) patras, kurneliyus ke ghar gaya (17-33) usne gair-yahoodiyon ko khushkhabri sunayi (34-43) “parmeshvar bhedbhav nahin karta” (34, 35) gair-yahoodiyon ko pavitra shakti mili; unhonne baptisma liya (44-48) 11 patras, preshiton ke paas khabar laata hai (1-18) baranbas aur shaaool seeriya ke antakiya mein (19-26) chele pehali baar maseehi kehlaye (26) agbus akaal ki bhavishyavani karta hai (27-30) 12 yakub ka katla; patras jail mein (1-5) patras chamatkar se aazad hua (6-19) swargdoot, herodes ko maarta hai (20-25) 13 baranbas aur shaaool mishnaree banaye gaye (1-3) kuprus mein seva (4-12) pisidiya ke antakiya mein paulus ka bhashan (13-41) bhavishyavani mein, doosre raashtron ke paas jaane ki aagya (42-52) 14 ikuniyum mein tarakki aur virodh (1-7) lustra mein unhein devta samjha gaya (8-18) paulus pattharon se maare jaane ke baavjood bach gaya (19, 20) mandliyon ko mazboot kiya gaya (21-23) seeriya ke antakiya laut gaye (24-28) 15 khatne ko lekar antakiya mein behas (1, 2) masla yarooshalem pahuncha (3-5) pracheenon aur preshiton ki baithak (6-21) shaasi nikay ki chitthi (22-29) khoon se door raho (28, 29) chitthi se mandliyon ka hausla badha (30-35) paulus aur baranbas alag-alag raaste chal diye (36-41) 16 paulus timuthiyus ko chunta hai (1-5) darshan mein makiduniya ka aadmi dikha (6-10) filippi mein ludiya vishvasi banti hai (11-15) paulus aur seelas ko jail (16-24) jailar aur uska gharana baptisma leta hai (25-34) paulus kehta hai, adhikari maafi maangein (35-40) 17 paulus aur seelas thisslunike mein (1-9) paulus aur seelas bireeya mein (10-15) paulus athens mein (16-22k) ariyupagus mein paulus ka bhashan (22kh-34) 18 kurinth mein paulus ka prachar (1-17) seeriya ke antakiya lautta hai (18-22) paulus galatiya aur froogiya ke liye nikala (23) kushal vakta apullos ki madad ki gayi (24-28) 19 paulus ifisus mein; kuch logon ka dobara baptisma (1-7) paulus ne kahaan-kahaan sikhaya (8-10) dusht swargdooton ke dabdabe ke baavjood kaamyabi (11-20) ifisus mein danga (21-41) 20 paulus makiduniya aur yoonan mein (1-6) troas mein yutukhus zinda kiya gaya (7-12) troas se meeletus tak ka safar (13-16) paulus ifisus ke pracheenon se mila (17-38) ghar-ghar sikhana (20) ‘dene mein zyada khushi hai’ (35) 21 yarooshalem ke safar par (1-14) woh yarooshalem pahunche (15-19) paulus pracheenon ki salah maanta hai (20-26) mandir mein danga; paulus giraftar (27-36) use bheed se baat karne ki ijazat mili (37-40) 22 paulus bheed ke saamne safai deta hai (1-21) paulus romi naagrikta ka istemal karta hai (22-29) mahasabha ikattha hui (30) 23 paulus mahasabha ke saamne bolta hai (1-10) paulus ko prabhu ne himmat di (11) paulus ke katla ki saazish (12-22) paulus ko kaisariya le jaaya gaya (23-35) 24 paulus par ilzam (1-9) feliks ke saamne paulus safai deta hai (10-21) paulus ka mukadma do saal tak taal diya gaya (22-27) 25 festus ke saamne paulus ka mukadma (1-12) “main samrat se fariyad karta hoon!” (11) festus, raja agrippa se salah-mashvira karta hai (13-22) paulus agrippa ke saamne (23-27) 26 paulus agrippa ke saamne safai pesh karta hai (1-11) paulus batata hai ki woh kaise maseehi bana (12-23) festus aur agrippa ne kya kaha (24-32) 27 paulus jahaz se rom jaata hai (1-12) jahaz toofan mein (13-38) jahaz toot gaya (39-44) 28 maalta ke kinare jaa pahunche (1-6) publiyus ka pita beemari se theek hua (7-10) rom ki taraf (11-16) rom mein paulus yahoodiyon se baat karta hai (17-29) paulus do saal tak nidarta se prachar karta hai (30, 31) pichhla agla print karein doosron ko bhejein doosron ko bhejein preshiton—saaransh pavitra shastra ka nayi duniya anuvad preshiton—saaransh Hindi (Roman) preshiton—saaransh https://cms-imgp.jw-cdn.org/img/p/1001061100/univ/wpub/1001061100_univ_sqr_xl.jpg nwt preshiton