dikhayen bible ki kitabein utpatti nirgaman laivyavyavastha ginti vyavasthavivran yahoshoo nyayiyon root 1 shamooel 2 shamooel 1 raja 2 raja 1 itihas 2 itihas ejra nahemayah ester ayyoob bhajan neetivachan sabhopdeshak shreshtgeet yashayah yirmayah vilapgeet yahejkel daaniyel hoshe yoel aamos obadyah yona mika nahoom habakkook sapanyah haggai jakaryah malaki matti markus luka yuhanna preshiton romiyon 1 kurinthiyon 2 kurinthiyon galatiyon ifisiyon filippiyon kulussiyon 1 thisslunikiyon 2 thisslunikiyon 1 timuthiyus 2 timuthiyus titus filemon ibraniyon yakub 1 patras 2 patras 1 yuhanna 2 yuhanna 3 yuhanna yahooda prakashitvakya adhyay 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18 19 20 21 22 23 24 25 26 27 28 29 30 31 32 33 34 vyavasthavivran ki kitab adhyay 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18 19 20 21 22 23 24 25 26 27 28 29 30 31 32 33 34 saaraansh 1 horeb pahad ke paas se nikaalna (1-8) pradhan aur nyayi thehraye gaye (9-18) kaadesh-barne mein israel ne aagya nahin maani (19-46) desh mein jaane se inkar kiya (26-33) kanaan ko jeetne mein naakam (41-46) 2 veerane mein 38 saal bhatakna (1-23) heshbon ke raja seehon par jeet (24-37) 3 baashaan ke raja og par jeet (1-7) yardan ke poorab ki zameen ka batvara (8-20) yahoshoo se kaha gaya ki woh na dare (21, 22) moosa us desh mein nahin jaayega (23-29) 4 aagya maanne ka badhava (1-14) parmeshvar ke kaam na bhoolna (9) yahova maang karta hai ki sirf usi ki bhakti ki jaaye (15-31) yahova ke siva koi parmeshvar nahin (32-40) yardan ke poorab mein sharan nagar (41-43) kaanoon dene ke baare mein jaankari (44-49) 5 horeb mein yahova ka karar (1-5) das aagyayen dohrayi gayin (6-22) seenai pahad ke paas log dar gaye (23-33) 6 poore dil se yahova se pyar karo (1-9) “hey israel sun” (4) maata-pita bachchon ko sikhayen (6, 7) yahova ko bhool mat jaana (10-15) yahova ki pareeksha na lena (16-19) agli peedhi ko batana (20-25) 7 saat jaatiyaan naash ki jaayengi (1-6) israel kyon chuna gaya (7-11) aagya maanne se kaamyabi milti hai (12-26) 8 yahova se milnevali aasheeshein dohrayi gayin (1-9) “insan sirf roti se nahin zinda rehta” (3) yahova ko bhool mat jaana (10-20) 9 israel ko kyon desh diya gaya (1-6) israel ne chaar baar yahova ko gussa dilaya (7-29) sone ka bachhda (7-14) moosa ne beech-bachav kiya (15-21, 25-29) teen baar aur krodh bhadkaya (22) 10 donon patiyayen dobara banayi gayin (1-11) yahova kya chahta hai (12-22) yahova ka dar maano; usse pyar karo (12) 11 tumne yahova ki mahanta dekhi hai (1-7) vaada kiya gaya desh (8-12) aagya maanne se milnevale inam (13-17) aagyayen dil mein utar lena (18-25) ‘aasheesh ya shaap’ (26-32) 12 usi jagah upasna karna jo parmeshvar chunta hai (1-14) gosht khaa sakte ho, khoon nahin (15-28) doosre devtaon ke fande mein na fansna (29-32) 13 baagiyon ke saath kaisa salook karein (1-18) 14 maatam manane ke galat tareeke (1, 2) shuddh aur ashuddh khaana (3-21) yahova ke liye dasvaan hissa (22-29) 15 har saatvein saal karz maaf (1-6) gareebon ki madad karna (7-11) har saatvein saal daason ko aazad karna (12-18) ek suye se daas ka kaan chhedna (16, 17) pehalauthe jaanvar alag thehrana (19-23) 16 fasah; bin-khameer ki roti ka tyohar (1-8) katai ka tyohar (9-12) chhapparon ka tyohar (13-17) nyayi thehrana (18-20) upasna mein kin cheezon ka istemal karna mana hai (21, 22) 17 bali-pashuon mein koi dosh na ho (1) parmeshvar se bagavat karnevalon ke maamle niptana (2-7) pecheeda maamlon ka faisla (8-13) bhavishya mein aanevale raja ke liye hidaytein (14-20) kaanoon ki kitab ki nakaal taiyar kare (18) 18 yaajkon aur leviyon ka hissa (1-8) jaadoo-tone ki manahi (9-14) moosa jaisa ek bhavishyavakta (15-19) jhoothe bhavishyavaktaon ki pehchan (20-22) 19 khoon ka dosh aur sharan nagar (1-13) seema-chinh na sarkana (14) adalat mein gavah (15-21) do ya teen gavah zaroori (15) 20 yuddh ke niyam (1-20) kin logon ko yuddh se chhoot (5-9) 21 katla ka ansuljha maamla (1-9) bandi banayi gayi aurton se shaadi (10-14) pehalauthe ka hak (15-17) ek dheeth beta (18-21) kaath par latkaya insan shaapit (22, 23) 22 padosiyon ke jaanvaron ka lihaz (1-4) aadmi-aurat ek-doosre ke kapde na pehne (5) jaanvaron par daya karna (6, 7) chhat ke liye munder (8) galat tarah ka mishran (9-11) kapde par fundne (12) naajayaz yaun-sambandhon par kaanoon (13-30) 23 kaun parmeshvar ki mandli ka hissa nahin ban sakta (1-8) chhaavni ki shuddhta (9-14) agar daas bhaag jaaye (15, 16) veshya ke kaam ki manahi (17, 18) byaj aur mannatein (19-23) baag ya khet se guzranevale kya khaa sakte hain (24, 25) 24 shaadi aur talak (1-5) jeevan ke liye aadar (6-9) gareebon ka lihaz (10-18) beenne ke baare mein niyam (19-22) 25 kode lagane ke baare mein niyam (1-3) danvri karte bail ka munh na baandhna (4) devar-bhaabhi vivah (5-10) haatha-paai mein galat jagah pakadna (11, 12) sahi naap-taul (13-16) amaleki naash kiye jaayen (17-19) 26 pehale fal arpit karna (1-11) doosra dasvaan hissa (12-15) israel, yahova ki khaas jaageer (16-19) 27 kaanoon pattharon par likha jaaye (1-10) ebal aur garijjeem pahad par (11-14) shaap dohraye gaye (15-26) 28 aagya maanne se milnevali aasheeshein (1-14) aagya na maanne se milnevale shaap (15-68) 29 moab mein israel ke saath karar (1-13) aagya na todne ki chetavni (14-29) jo baatein gupt hain, jo zahir hain (29) 30 yahova ke paas lautna (1-10) yahova ki aagya maanna zyada mushkil nahin (11-14) zindagi ya maut chunna (15-20) 31 moosa ki maut kareeb (1-8) kaanoon padhkar sunana (9-13) yahoshoo thehraya gaya (14, 15) israel ki bagavat ki bhavishyavani (16-30) israel ko ek geet sikhana (19, 22, 30) 32 moosa ka geet (1-47) yahova chattan hai (4) israel apni chattan ko bhool jaata hai (18) ‘badla lena mera kaam hai’ (35) “raashtro, parmeshvar ki praja ke saath khushiyaan manao” (43) moosa ki maut nabo pahad par hogi (48-52) 33 moosa ne gotron ko aasheervad diya (1-29) yahova ki “baaheintujhe sada thaame raheingi” (27) 34 yahova ne moosa ko desh dikhaya (1-4) moosa ki maut (5-12) pichhla agla print karein doosron ko bhejein doosron ko bhejein vyavasthavivran—saaransh pavitra shastra ka nayi duniya anuvad vyavasthavivran—saaransh Hindi (Roman) vyavasthavivran—saaransh https://cms-imgp.jw-cdn.org/img/p/1001061100/univ/wpub/1001061100_univ_sqr_xl.jpg nwt vyavasthavivran